Kya aapko 5G ke bare me pata hai? Vaise normal 5G ki jankari ki bat kare to log bas yahi bolenge ki yah 4G ke bad aur isase jada speed vala network hoga. Lekin bahut kam logo ko pata hoga ki 5G ki speed kitani ho ya 5G ka speed kya hai aur India me 5G kab launch hoga. Mujhe yah sab jankari ko lene ke liye bahut time dena pada aur bahut sare reports ko bhi dekhna pada. Aur ab mai aapko 5G kya hai aur usaki puri jankari dene ke liye puri tarah se taiyar hu. Continue reading “5G Ke Bare Me – 5G Ka Speed, Price, Launch Ki Jankari”
Motorola One Power Android Pie Update Install Kare
Motorola One Power me Android Pie update kab aayega aur isako kaise install kare. Jaise ki Install karane ke tarike me to kuch khas nahi hai usako bas download karna hai aur one click par install hona shuru ho jayega. Lekin Motorola One Power me Android Pie Update kaise downod kare aur kaha se download kare ye sabase bada sawal hai. Continue reading “Motorola One Power Android Pie Update Install Kare”
WhatsApp Group Private Reply Feature Update Ke Bare Me
WAbetaInfo se ek confirm report mili hai WhatsApp ke naye feature ke bare me jisaka update me future me dekhane ko mil sakata hai. Yah WhatsApp group private reply feature hai jisake jariye WhatsApp group ke members ko aur bhi suvidha hogi chat karne me. Continue reading “WhatsApp Group Private Reply Feature Update Ke Bare Me”
Airtel 289 Plan Ki Jankari – 48 Days Ki Validity ke sath
Airtel ka naya Interent aur Unlimited calling plan launch hua hai jisaka price Rs.289 hai. Isake pahale abhi kuch din pahale isi hafte airtel Rs.195 plan ko launch kiya aur abhi phir se ek naya airtel plan Rs.289 launch ho gaya. Ye dono recharge plan ki bat kare to Prepaid users ke liye available hai. Continue reading “Airtel 289 Plan Ki Jankari – 48 Days Ki Validity ke sath”
Xiaomi India 27 September ko 5 Naye Products Ko Launch Karega
Xiaomi ne abhi jaldi me isaka Poco Smartphone jo ki ek bahut hi fastest mobile device hai usake bad Redmi 6 jaise aur bhi kuch dusare smartphones ko launch kiya last ke kuch mahine me. Abhi Xiaomi India me isake 5 aur naye Products ko launch karne ke bare me soch rahi hai lekin abhi yah sach hone vala. Continue reading “Xiaomi India 27 September ko 5 Naye Products Ko Launch Karega”
4G aur 4G+ Me Kya Difference Hai – 4G+ Smartphones Ki Speeds Janiye
Kya aap ne abhi tak 4G+ ke bare me suna ki nahi? Shayad suna hoga aur yah naya cheej Xiaomi ke ek device me aa bhi chuka hai. Mai aap ko 4G aur 4G+ me difference kya hai usake bare me batane vala hu. 4G aur 4G+ ke bich ka antar jo hoga wo speed se lekar hoga lekin isame badhiya VoLTE call karne bhi ek dusara labh users ko milega. Continue reading “4G aur 4G+ Me Kya Difference Hai – 4G+ Smartphones Ki Speeds Janiye”
PUBG Game Kyu Nahi Chal Raha Hai? 11th Sep, 2018
Kya aapke phone me PUBG nahi chal raha hai? Bahut log bol rahe hai PUBG game band hone vala hai isaki vajah se esa ho raha hai lekin esa kuch bhi nahi hai. PUB kyu nahi chal raha hai usake piche ka ek reason hai aur koi – kuch bhi nahi band hone vala hai, Yah game phir se chalane lagega. Continue reading “PUBG Game Kyu Nahi Chal Raha Hai? 11th Sep, 2018”
Instagram Shopping App Devlop Kar Raha Raha Hai
Instagram jo ki ek bahut hi lokpriy social media app hai Facebook ki taraf se aur abhi yah ek shopping aap ki taiyari me hai. Instagram shopping app ki bat kare to business karne valo ke liye ek aur naya aur bahut hi bada jagah aa raha hai unake brand or product ko aur bhi jada logo tak pahuchane ke liye. Continue reading “Instagram Shopping App Devlop Kar Raha Raha Hai”
Paytm “Credibility Score” Check Karne Ki Technology Bana Raha Hai
Paytm ne Mobile recharge se shuru kiya aur aaj e-commerce ke sath aur bhi kai sectors me bahut tezi se badh raha hai. Usame se Paytm ka ek naya technology ban raha hai jisase credibility score check kiya ja sakege. Agar abhi ke samay me Paytm Credibility score ke bare me check kar kare to kuch khas report nahi hai lekin kuch reports isake kuch sources ke bare me pata hai wo sab jankari mai dena chahunga. Abhi tak ke sabhi reports ka jo saransh hai wo batane ja raha hu. Continue reading “Paytm “Credibility Score” Check Karne Ki Technology Bana Raha Hai”
YouTube Originals India Ke Bare Me Jankari
Maine kuch din pahale hi YouTube Red ke bare me likha tha jo ki ek Premium service hai aur tabhi ke samay wo India me launch nahi hua tha. Pichale kuch dino me YouTube Originals India me launch ho gaya hai aur abhi isako Indian users bhi access kar sakate hai. Jaise ki yah naya YouTube ka service bilkul hi naya hai Indian users ke liye to aap ke man bhi bahut sare sawal honge isako lekar ki YouTube Originals kya aur isake fayade kya hai. Thik hai, Mai is post me yahi sab bato ko cover karunga. Continue reading “YouTube Originals India Ke Bare Me Jankari”